Here is an extract from Jauhar Mir’s poem on Beghum Nusrat Bhutto depicting her return to Sindh after execution of her husband, Prime Minister Zulfikar Ali Bhutto, by the military establishment.
Islamabad ke Kufe se meiN Sindh Madine aai hooN
Mat pucho kia kho aai hooN
Mat poocho meiN kia laaee hooN
Kuch manzar heiN kuch yaadeiN heiN
Kuch aansoo kuch faryadeiN heiN
Kuch lamhoN ki saughaateiN heiN
Kuch ghariyoN ki rudaadeiN heiN
Kuch sangzanoN ke tohfay heiN
Jo kuch bhi mila lai aaee hooN
Islamabad ke Kufe se meiN Sindh Madine aai hooN
(credits: Dr. Taqi, via Twitter)
Read more: » LUBP